Mohsin Naqvi Poetry is a famous poet of Urdu culture. He was a great poet and earned a great name in Urdu poerty. Here is the images of the Mohsin Naqvi poetry. Scroll down and enjoy our poetry.
HERAAN HON KE MUDDAT QALEEL MEIN MOHSIN
WO SHAKS MERI SOCH SEY ZYADA BADAL GAYA 💔
WO KYA GYA ...... RONAQ DARO DEWAAR GAI MUHSIN
IK SHAKHS LEY GAYA ..... MERI DUNIYA SAMAIT KR💔
TUJHY UDAAS BHI KRNA THA, KHUD BHI RONA THA
YE HAADSA BHI MERI JAAN, KABHI TO HONAA THA 💔
KON KEHT HAI NAFRATON MEIN DARD HAIN MOHSIN
KCH MUHABBATEIN BHI BDI AZZIYAT NAAK HOTI HAIN 💔
HAATH US NEY MERE KHOON SEY TRR KR LIYE AAKHIR
KHUWAAHISH THI USY, RANG-E-HINA TEZ BOHOT 💔
KOI MILA HINNHI JI KO SONPTEY "MOHSIN"
HUM APNEY KHAWAB KI KHUSHBU, KHAYAL KA MOSAM 💔
AB KEY BAARISH MEIN TO YE KAR ZIYAAN HONA HI THA
APNI KCHI BASTIYO KO BE-NISHAAN HONA HI THAA 💔
QISSA-E-GHAM-E-HAYAAT NAA PUCHO MOHSIN
JI RHEY HAI TO SMJH KAMAL KR RHEY HAIN 💔
AB TK MERI YAADOON SEY MITAAEY NHI MITHTA
BHEEGI HUI IK SHAAM KA MANZAR TERI AANKHEIN 💔
UNHEIN JO NAAZ HAI KHU PAR, NHI BEY WAJA MOHSIN
KE
JIS KO HUM NEY CHAHA HO, WO KHUD KO AAM Q SMJHEY 💔
PEHLEY KHUSHBU KEY MAZAJO KO SAMAJH LO MOHSINIf you enjoyed this collection then share it with your friends and relatives. Give your views and remarks in the comment section.
PHR GULISTAAN MEIN KISI GULL SEY MUHABBAT KRNAA 💔
No comments:
Post a Comment