Maira Dard maira hi Dard thaa Maira Dard…. Maira hi dard thaa…., . . Bohut dard hua….. Yai jaan kar tr 2:09 PM 0
Tujhy bhoolnai kai haq mai thaa Dil ny mani nahe maire warna, . Main Tujhy bhoolnai kai haq mai thaa.. tr 2:09 PM 0
Dil dharakta Zaroor hoga Lakh nafrat sahi os ko, . Mairy zaat sy magar, . Mairy naam py os ka Dil, . Dharakta zaroor hoga.. tr 2:09 PM 0
Time Pass Poetry koi kise ka nahe hota, . Log pyaar kam, . . . Or time Pass zyada karty hai tr 2:09 PM 0
Dard mai akaily hai Zindagi ki haqeeqat ko bas itna hi jana hai, . Dard mai akaily hai aur khushiyo mai zamana hai.. tr 2:09 PM 0
Kise or ka honai Haan mujhy rasm-e-Muhabbat ka saleeqa hi nahe ata, . Ja kise or ka honai ki Ijazat hai tujhy.. tr 2:08 PM 0
Allama Iqbal Poetry Os qum ko shamshair ki hajat nahe raihte, . Ho jis kai jawaano ki khudi soorat-e-Folaad tr 2:08 PM 0
Hum jisy pyar karty hai Wo maira hoga to lot ayai ga aik din mairy paas, . Hum jisy pyaar karty hain osy Qaid nahe karty.. tr 2:07 PM 0
Zindagi Bewafa hai Zindagi bewafa hai yai mana magar, . Chor kar rah mai jao gy tum agar, . Cheen launga mai Aasmaa sy tumhy, . Soona hoga na yai do dilo ka Na... tr 1:50 PM 0
Soorat to phir soorat Mein or os ko bhool jaun kaise baatain karty ho, . . Soorat to phir soorat hai wo naam bhi pyaara lagta hai tr 1:50 PM 0
Ghroor Ghroor kyun na ho bhala mujhy khud par, . . Mujhy os ny chaha hai, Jis kai chahnai waly hazaar thy tr 1:50 PM 0
Qurat-ul-Ain Balouch Adaawatain the taghaful thaa, . Ranjishain the magar, . Bicharnai waly mai sab kuch thaa, . Bewafae na thee tr 1:50 PM 0
Tumhy pyar kary kai nahe Khaabo mai sajaya tum ko , . Yaado mai basaya tum ko, . milo gy hamai tum janam, . kahin na kahin, sochyngy tumhy pyaar karyn kai nahe.. tr 1:49 PM 0
Mujhy adha kar kai "Mai jisy apni Muhabbat ki ekai samjha, . Os ny chor deya mujhy adha kar kai" tr 10:51 PM 0
Tanha jeena sekh "Sach hi kaha thaa kise ny tanha jeena seekh, . Muhabbat jitni bhi sachi ho sath chor dyti hai.." tr 10:51 PM 0
Muhabbat Hum ny ki hai "Hum apnai dard ka shikwa tum sy kaisy karyn, . Muhabbat to hum ny ki hai tum to bai qasoor ho.." tr 10:49 PM 0
Taire Muhabbat kai Jaam "Hamai pata thaa taire muhabbat kai jaam mai zaihar hai, . Laiken tairy pilanai mai khuloos itna thaa kai hum tukra na saky" tr 10:49 PM 0