Are you searching for Intezar poetry in Urdu language then here get some your desired images. Intezar is an Urdu which means wait in English language. Most of people search for this type of Urdu poetry because they are waiting for someone special in there life. For those people here we brings some special things.
BAARHAA TERA INTEZAR KYA
APNEY KHAWABON MEIN EIK DULHAN KI TARAH 💔
CHAMAN MEIN SHABB KO GHIRA ABREY NU YAHAR RHA
HUZOOR AP KA KYA KYA NA INTEZAAR RAHA 💔
HAD SEY GUZRA JAB INTEZR TERA
MOT KA HUM NEY INTEZAR KIYA 💔
BAREY TAABAAN BAREY ROSHAN SITAAREY TOOT JAATEY HAIN
SEHAR KI RAAH TAKNA TAA SEHAR AASAN NHI HOTA 💔
BEY KHUDI LEY GAI KAHAN HUM KO
DER SEY INTEZAAR HAIN APNA 💔
CHLEY BHI AAO MERE GEE TEY GEE ABB ITNA BHI
NAA INTEZAAR BARHAAO KEY NEEND AAJAEY 💔
AADHI SEY ZYAADA SHABEY GHAM KAAT CHUKA HUN
AB BHI AGR AAJAO TO YE RAT BRI HAI 💔
AEY GAR-DO-SHO TUMHIEN ZARA TAAKHEER HO GAI
AB MERAA INTEZAR KRO MEIN NASHEY MEIN HU 💔
AISI HI INTEZAR MEIN LAZZAT AGAR NA HO
TO DO GHARI FARRAQ MEIN APNI BASAR NA HO 💔
AB KHAAK UD RHI HAI YAHA INTZAAR KI
AEY DIL YE BAAM -O-DAR KISI JAAN JAHA KEY THY 💔
GULON MEIN RANG BHAREY BAAD NU BAHAAR CHLEY
CHLEY BHI AAO KEY GULSHAN KA KAROBAAR CHLEY 💔
GHAM JAHAN KO SHAR MAAR KRNEY WAALEY KYA HUEY
WO SAARI UMAR INTEZAAR KRNEY WAALEY KYAA HUEY 💔
AB KON MUNTAZIR HAI HAMAAREY LIYE WAHAANIf you enjoyed our collection of poetry then share it with you friends. For more sad poetry, funny poetry, dhoka poetry visit posts.
SHAAM AA GAI HAI LOT KEY GHAR JAAEIN HUM TO KYA 💔
No comments:
Post a Comment