Neend Poetry in Urdu 2 lines With Pics, SMS - Sad Poetry in Urdu

Sad Poetry in Urdu

Friendship poetry in Urdu,sad Poetry in Urdu,poetry in Urdu Text, Urdu poetry,Hindi shayari,attitude poetry in Urdu,romantic poetry,Urdu sms,poetry.

Please click here and perform on the page If you from Usa 👇👇

Saturday, September 22, 2018

Neend Poetry in Urdu 2 lines With Pics, SMS

Your sadness is always affecting your sleep and Neend Poetry is express what are you feeling. 2 lines Neend Poetry in Urdu is also helped you feeling will and come back to the happiness.

Sadness is a gift that we get from our beloved and Poetry is the key to expressing our sadness. Hope you keep strong yourself and feeling better after reading Neend poetry with images. So let's scroll down and read this beautiful collection.

Also, Read;
Aansu Shayari 
Aankhein Urdu Poetry

Neend Poetry Pics and SMS

Neend Poetry


Neend Poetry

Neend Poetry

Neend Poetry

Neend Poetry

Neend Poetry

Neend Poetry

Neend Poetry


Neend Poetry

Neend Poetry

Neend Poetry


Mujhe neend ki ejazat bhi unki yadon se leni parti hai
jo khud to so jate hain mujhe apni yadon mein chor kar.

Neend Poetry Pics
Uss Shaks Se Bus Itna Sa Taluq Hai,
Woh Pareshan Ho Toh Humein Neend Nahi Aati 


Maine To Halki Si Dastak Sey Pukara Tha Ussay,
Shehr Sara Neend Sey Bedaar Kaise Ho Gaya..!!


Wo bachpane ki neend to ab khawab ho gai,
Kia umer thi k raat hoi aur so gae

Neend Poetry in Urdu
Bahut mushkil se kal ki raat guzri hai
Kuch tanha par kuch khaas guzri hai
Na neend aai na khawaab koi
Bas aap k khayalon k saath guzri hai♡


Jal rahe hain hum kisi ki yaad me iss Tarhaa se
Neend to aa rahi he magar dil  Sonaa nahi chahte

Meri Kalam Se Lafz Kho Gaye Shayad
Aaj phir se Wo Bewafa Ho Gaye Shayad
Jab Neend Khuli To Palko Mein tha Paani
Mere Khawab Mujh Pe Hi Roo Gaye Shayad 

Neend Poetry Sad
Aaj Kaise Wo So Gya Humse Mehfil-e- Guftagu Kiye Begair,
Jo Kehte The Teri Baton Mein neend Se Bhi Zyaada Sukoon Milta He.....


Wo jisay Neend kaha kartay Hain Sab  Chain ki  Neend,
Tumharay Bad  kabhi  Aankh Maen Utre Hi  Nhi,

Tumhari Deed Ko Meri Tarasti Reh Gai Aankhen
Shab-e-Hijraan Na Chain Aya, Na Neend Ayi, Na Tum Aye...

Neend Poetry 2 Lines
Talaash e  Yar Mein Main Ne
Bht Sadiyaan Guzari  Hain,
Mgr jab se  Usey  Daikha
Na Neend Aaye Na Chain  Aaya,


Tum neend ho tu so kr guzaren gy ab hayat
Tm raat ho tu kisko subha ki talab


Teri Rah Par Bicha Kar Aankhein Ham
Neend Ka Ghar Ujar Bethe Hain
Neend Poetry Images

No comments:

Post a Comment